Friday, July 9, 2010

poto brand aalu ka dibbaa band paaudar bazar main

poto brand aalu ka dibba band paudar bazar main

Nee Dilli-khadhya prasanskaran kshetra main naamcheen kolkata ke pailan samuh ne aalu ke prasanskaran utpad ke kshetra main kadam badhhaya hai. kampani ne poto brand naam se aalu ka dibba band paudar bazar main utara hai. jismain kabhi bhi paani mila kar minton main aalu ka bhurta banaya ja sakata hai. kampani ka dava hai ki yah n sirf ghraon ke rashoee ghar ke liye aadrash hoga balki aalu ka aoudhogik upyog karne walon ke liye bhi yah utpad mufeed hoga. kendriya khyad prasanskaran mantri subodh kant sahay ne lanch kiya.
eeti
Ramakant Chaudhary

Email.rkchaudhary2007@yahoo.com

No comments: